bokomslag Kabil / काबिल
Skönlitteratur

Kabil / काबिल

Ram Singh

Pocket

269:-

Funktionen begränsas av dina webbläsarinställningar (t.ex. privat läge).

Uppskattad leveranstid 7-11 arbetsdagar

Fri frakt för medlemmar vid köp för minst 249:-

  • 144 sidor
  • 2021

"kabil" ek aise naujawan shiva ki kahani hai jo bharat ke door daraaj gaon men rahtaa hai jahaan moolbhoot suvidhaaon kaa abhav hai, jiskaa bachpan ghor gareebee men beettaa hai . uske maataa-pitaa ko apnaa pariwaar chalaane ke liye pashuon ke gobar se nikle hue anaaj ko khaakar bhee apne bachchon kaa palan posan karnaa padtaa hai. skool men bhee vah shixak ke ati kathor vywhaar ko bardaast karte hue aage badhtaa hai. vaheen shixak ke vywhaar se dukhee hokar kaee chhaatr padhaaee chhod dete hainb par vah himmat naheen haarta aur antath 12 veen kee pareexaa men apne skool men pratham ataa hai. wah shahar padhne jaataa hai.pitaa kaa sapnaa hai ki unkaa beta padh likh kar kisee kalej  men profesar bane par uskaa sapnaa hai ki wah lo kee padhaaee kar nyaayaadheesh  bane. shahar jaane se pahale uske pitaa hidaayten dete hain ki wah eemaandaaree se apnee padhaaee par dhyan de aur apnaa man kisee ladkee ke prem-jaal men n bhatkaay. par vah shivaanee se pyaar kar baithtaa hai aur usse shaadee karnaa chaahtaa hai. kyaa shivaa shivaanee se shaadee kar paaygaa? kyaa shiva law kee padhaaee kar nyaayaadheesh ban paaegaa? yah jaanne kie liye padhen lekhak kaa chhathwaan upanyaas "kaabil".

  • Författare: Ram Singh
  • Format: Pocket/Paperback
  • ISBN: 9781685542702
  • Språk: Engelska
  • Antal sidor: 144
  • Utgivningsdatum: 2021-09-08
  • Förlag: Notion Press